Thursday 12 April 2012

Sad one

"Jin k hamsfar bichr jaya krty hain,
wo chain sy kab jeya krty hain,?
sunaty nai kisi ko Dukh apna,
bas akaly main chup kr roya krty hain,
bari khoob aDaa hai ye Ehly wafa ki,
ankhon mein nami aur hontonsy muskraya krty hain,
bhaly hi hazaro shikwy hon Dost sy,
wo bs haal poch ly to sb bholjaya krty hain,
bari Ajeeb hai Dunia Ehly Dard ki
tanhai mein aksar Mehflon kosajaya krtY hain..

No comments:

Post a Comment